Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnwar Hussain
HomeAnwar Hussain
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


humse kaa bhool huyi jo ye sazaa humka mili humse kaa bhool huyi jo ye sazaa humka mili ab to chaaron hi taraf band hai duniyaa ki gali humse kaa bhool huyi jo ye sazaa humka mili dil kisi kaa naa dukhe humne bas itnaa chaaha paap se door rahe jhooth se bachanaa chaaha paap se door rahe jhooth se bachanaa chaaha uska badla ye mila ulti chhuri humpe chali ab to chaaron hi taraf band hai duniyaa ki gali humse kaa bhool huyi jo ye sazaa humka mili humpe ilzaam ye hai chor ko kyun chor kaha kyun sahi baat kahi kaahe naa kuchh aur kahaa kyun sahi baat kahi kaahe naa kuchh aur kahaa ye hai insaaf tera waah re daata ki gali ab to chaaron hi taraf band hai duniyaa ki gali humse kaa bhool huyi jo ye sazaa humka mili ab to imaan dharam ki koi keemat hi nahin jaise sach bolne waalon ki zaroorat hi nahin jaise sach bolne waalon ki zaroorat hi nahin aisi duniyaa se to duniyaa teri veeran bhali ab to chaaron hi taraf band hai duniyaa ki gali humse kaa bhool huyi jo ye sazaa
kasmen hum apni jaan ki khaaye chale gaye kasmen hum apni jaan ki khaaye chale gaye phir bhi wo aitbaar lalaaye chale gaye kasmen hum apni jaan ki keh kar gaye the wo ke naa aayenge ab kabhiiiiiiiii keh kar gaye the wo ke naa aayenge ab kabhiiiiiiiii lekin khayaal ban ke wo aaye chale gaye phir bhi wo aitbaar lalaaye chale gaye kasmen hum apni jaan ki ruswaaiyon ke darr se naaaaa daaman bheego sake palkon mein aasuon ko chhupaaye chale gaye phir bhi wo aitbaar lalaaye chale gaye kasmen hum apni jaan ki anwar soo zoo de shauk ki mat poochh intehaaaaaa anwar soo zoo de shauk ki mat poochh intehaaaaaa har har kadam pe sar ko jhukaaye chale gaye phir bhi wo aitbaar lalaaye chale gaye kasmen hum apni jaan ki
koi pardesi aaya pardes mein koi pardesi aaya pardes mein des banaaya pardes mein koi pardesi aaya pardes mein koi pardesi aaya pardes mein saari zameen se saare aasmaa se pyaar bada hai dono jahaan se saari zameen se saare aasmaa se pyaar bada hai dono jahaan se saare sandese ek sandes mein koi pardesi aaya pardes mein koi pardesi aaya pardes mein hum sab musaafir duniya safar hai iss raste mein kisko khabar hai hum sab musaafir duniya safar hai iss raste mein kisko khabar hai kon kahan mil jaaye kis bhes mein koi pardesi aaya pardes mein koi pardesi aaya pardes mein apna hai yaaron ye saara zamana begaano ko bhi na thukrana apna hai yaaron ye saara zamana begaano ko bhi na thukrana dard hazaron dil ki ek thes mein koi pardesi aaya pardes mein koi pardesi aaya pardes mein des banaaya pardes mein koi pardesi aaya pardes mein koi pardesi aaya pardes mein
mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai kisi se khelna phir chhod dena kisi se khelna phir chhod dena khiloono ki tarha dil tod dena haseenon haseenon ki ye aadat ban gayi hai mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai kabhi tha naam iska bewafaai kabhi tha naam iska bewafaai magar ab aajkal ye behayaaii sharifon ki sharaafat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai kisi mandir ki murat thi kabhi ye kisi mandir ki murat thi kabhi ye badi hi khoobsurat thi kabhi ye magar kyaaa magar kya iski surat ban gayi hai mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai
nazar se phool chunti hai nazar nazar se phool chunti hai nazar aahista aahista aahista aahista muhabbat rang laati hai magar muhabbat rang laati hai magar aahista aahista aahista aahista duwaaen de rahen hain ped mausam jogiyaa sa hai tumhaara saath hai jab se har ek manzar naya sa hai duwaaen de rahen hain ped mausam jogiyaa sa hai tumhaara saath hai jab se har ek manzar naya sa hai hasin lagne lagi har rehguzar hasin lagne lagi har rehguzar aahista aahista aahista aahista muhabbat rang laati hai magar muhabbat rang laati hai magar aahista aahista aahista aahista bahot achchhe ho tum bahot achchhe ho tum phir bhi humen tum se haya kyun hai tumhin bolo humare darmiyaan ye faaslaa kyun hain bahot achchhe ho tum phir bhi humen tum se haya kyun hai tumhin bolo humare darmiyaan ye faaslaa kyun hain mazaa jab hai ke tai ho ye safar mazaa jab hai ke tai ho ye safar aahista aahista aahista aahista muhabbat rang laati hai magar muhabbat rang laati hai magar aahista
teri aankhon ki chaahat mein to main sab kuchh loota doonga teri aankhon ki chaahat mein to main sab kuchh loota doonga mohabbat kaise ki jaati mohabbat kaise ki jaati hai duniyaa ko dikha doonga teri aankhon ki chaahat mein tere naazuk hanseen kadmon ke neeche humsafar mere are o humsafer mere jahaan hoga koi kaanta jahaan hoga koi kaanta wahaan main dil bichhaa doonga teri aankhon ki chaahat mein tamanna hai ke roshan ho teri duniyaa teri mehfil tamanna hai ke roshan ho teri duniyaa teri mehfil teri duniyaa teri mehfil ujaala mil sake tujhko ujaala mil sake tujhko to main ghar bhi jala doonga teri aankhon ki chaahat mein bahaaron cheez kya hai phool kaliyaan kis ko kehte hain ke kaliyaan kis ko kehte hain lahoo mera salaamat main lahoo mera salaamat main tera jeevan saja doonga teri aankhon ki chaahat mein to main sab kuchh loota doonga mohabbat kaise ki jaati mohabbat kaise ki jaati hai duniyaa ko dikha doonga teri aankhon ki chaahat mein bahaaron cheez kya hai
allhaa aaa aaa haa aaa uske khel nirale wo hi jaane allaah jaane wo hi jaane allaah jaane uske khel nirale wo hi jaane allaah jaane wo hi jaane allaah jaane hanste rote ye insaan hanste rote ye insaan aaye kahan se jaye kahaan aaye kahan se jaye kahaan kyun aaye na jaane wale kyun aaye na jaane wale wo hi jaane allaah jaane wo hi jaane allaah jaane wo hi rehman wo hi rahima wo hi vidhata wo gaffar wahi sattaar wahi jagdaata wo hi rehman wo hi rahima wo hi vidhata wo gaffar wahi sattaar wahi jagdaata ho jaaaaa uske hawaale wo he jaane allaah jaane wo hi jaane allaah jaane dard bhi de araam bhi de dard bhi de araam bhi de chheene to inaam bhi de chheene to inaam bhi de uske rang nirale wo hi jaane allaah jaane wo hi jaane allaah jaane pehle to zaalim ko dheel sada deta hai phir mazlum ka badla le kar dam leta hai pehle to zaalim ko dheel sada deta hai phir mazlum ka badla le kar dam leta hai bandeee dar pe ussi ke apne sar ko jhuka le phir wo jaane allaah jaane phir
nikal ke unnnnke diiiil se hum sare mehfilll mein aaaa baithe humari mushkil ye hai ke badi mushkil mein aa baithe jo milte rehte hain wo dil mein samaa jaate hain jo mil ke nahin milte wo yaad bahot yaad aate hain ye pyaar tha ye pyaar tha ya kuchh aur tha ye pyaar tha ye pyaar tha ya kuchh aur tha na tujhe pata na mujhe pata ye pyaar tha ye pyaar tha ya kuchh aur tha na tujhe pata na mujhe pata ye nighaahon ka hi kusoor tha ye nighaahon ka hi kusoor tha na teri khata na meri khata ye pyaar tha ya kuchh aur tha ye pyaar tha na to apna tujhko bana sake na to apna tujhko bana sake na hi door tujhse jaa sake kahin kuchh na kuchh to zaroor tha kahin kuchh na kuchh to zaroor tha na tujhe pata na mujhe pata ye pyaar tha ya kuchh aur tha ye pyaar tha tere sukh ki sejjsaji rahe tere sukh ki sejjsaji rahe meri umr bhi tujhe jaa lage main duwaayen dene mein dene mein main duwaayen dene mein choor tha na tujhe pata na mujhe pata ye pyaar tha ya kuchh aur tha ye pyaar tha ya
yeh husn yeh shabaab aap hain lajawaab yeh husn yeh shabaab aap hain lajawaab sitaron mein jaise ho koi maahtaab yeh husn yeh shabaab aap hain lajawaab yeh husn yeh shabaab aap hain lajawaab tum bhi to ho sanam jahan mein bemisaal sabse anokhi ada sabse niraali chaal aaj milke yahaan sach hoyenge ke khwab yeh husn yeh shabaab aap hain lajawaab yeh husn yeh shabaab aap hain lajawaab dilnashin mahajabin aap aaye aafreen dhund hi lenge hum falak ho ya zameen ek raah apni kaante ho ya gulaab yeh husn yeh shabaab aap hain lajawaab yeh husn yeh shabaab aap hain lajawaab faasle mitaa kar paas aa jaayien dilo jaan aapki hukum farmayien hum hain bekaraar na tum ho betaab yeh husn yeh shabaab aap hain lajawaab sitaaron mein jaise ho koi mahtaab yeh husn yeh shabaab aap hain lajawaab ho oooo ooo a aa aaaa o oo ooooo aa aa aaaa hmmm mmm mmm la la la la la la aa aa aaaa ho oo oooo
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Humse Ka Bhool Huyi Janta Hawaldar (1979) 07:56 13421
 
Poster of Janta Hawaldar (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Anwar Hussain
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 07:56   Song Number : 13421   

Kasmen Hum Apni Jaan Mere Gharib Nawaz (1973) 04:37 13716
 
Poster of Mere Gharib Nawaz (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Mahboob Sarvar
Music Director- 
Kamal Rajasthani
Singer- 
Anwar Hussain
On Screen Actors- 
Satish Arora
Raag- 
Gara
Duration : 04:37   Song Number : 13716   

Koi Pardesi Aaya Pardes Mein Hum Hain Lajwaab (1984) 04:53 20794
 
Poster of Hum Hain Lajwaab (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Anwar Hussain
On Screen Actors- 
Padmini Kolhapure, Kumar Gaurav
Duration : 04:53   Song Number : 20794   

Mohabbat Ab Tijaarat Ban Gayi Arpan (1983) 05:10 20970
 
Poster of Arpan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Anwar Hussain
Duration : 05:10   Song Number : 20970   

Nazar Se Phool Chunti Hai Ahista Ahista (1981) 05:46 18410
 
Poster of Ahista Ahista (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Padmini Kolhapure, Suresh Chatwal
Duration : 05:46   Song Number : 18410   

Teri Aankhon Ki Chaahat Janta Hawaldar (1979) 06:07 13422
 
Poster of Janta Hawaldar (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Anwar Hussain
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Yogeeta Bali, Hema Malini
Duration : 06:07   Song Number : 13422   

Uske Khel Nirale Noorie (1979) 05:01 32332
 
Poster of Noorie (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Farukh Shekh, Geeta Siddharth, Mukri
Duration : 05:01   Song Number : 32332   

Ye Pyaar Tha Ya Kuchh Aur Tha Prem Rog (1982) 07:13 21479
 
Poster of Prem Rog (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Padmini Kolhapure, Others
Raag- 
Lalit
Duration : 07:13   Song Number : 21479   

Yeh Husn Yeh Shabab Aap Hein Lajawaab Shiv Charan (1982) 05:13 32634
 
Poster of Shiv Charan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Naveen Nishchal, Zarina Wahab
Duration : 05:13   Song Number : 32634   
Karaoke Songs of anwar hussain, Sad Songs of anwar hussain, Love Songs of anwar hussain, Dance Songs of anwar hussain, Hip-hop songs of anwar hussain, Best songs of anwar hussain, Super hit songs of anwar hussain, hit songs of anwar hussain, duet songs of anwar hussain, solo songs of anwar hussain, old songs of anwar hussain, famous songs of anwar hussain, Hindi Karaoke Songs of anwar hussain, Hindi Sad Songs of anwar hussain, Hindi Love Songs of anwar hussain, Hindi Dance Songs of anwar hussain, Hindi Hip-hop songs of anwar hussain, best Hindi songs of anwar hussain, super hit Hindi songs of anwar hussain, hit Hindi songs of anwar hussain, duet Hindi songs of anwar hussain, solo Hindi songs of anwar hussain, old Hindi songs of anwar hussain, famous Hindi songs of anwar hussain, Sing Along Songs of anwar hussain, Sing Along Sad Songs of anwar hussain, Sing Along Love Songs of anwar hussain, Sing Along Dance Songs of anwar hussain, Sing Along Hip-hop songs of anwar hussain, Sing Along Best songs of anwar hussain, Sing Along Super hit songs of anwar hussain, Sing Along hit songs of anwar hussain, Sing Along duet songs of anwar hussain, Sing Along solo songs of anwar hussain, Sing Along old songs of anwar hussain, Sing Along famous songs of anwar hussain